Zamanay Kay Andaaz (Saqi Nama) - Junoon
Uploaded by: oichakdeyphatay
Video Description:
Zamanay Kay Andaaz by Junoon
Originally a poem titled Saqi Nama. Written by the Greatest poet of Pakistan, Allama Iqbal!
Lyrics:
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Jigar say wohi teer phir par kar
Tamanna ko seenon main bedar kar (x2)
Jawanon ko sozi jigar bakhsh de
Mera ishq meri nazar bakhsh de
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey
Pila de mujhe woh may pardah soz
Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz (x2)
Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat
Woh may jis say hai mastee-e-kainaat
Mastee-e-kainaat!
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (x2)
Khirad ko ghulami say aazad kar
Jawanon ko peeron ka ustad kar
Zamanay kay andaaz badlay gaey
Naya raag hai saaz badlay gaey (fade till end)
http://www.junoon.com
http://www.mtvpakistan.com
Tags for this video: Afghan Ahmed Ali Allama Andaaz Azmat Balochi Brian Iqbal Junoon Kay MTV Pakistan Persian Salman Sindhi Urdu wor Zamanay
Find more videos in the "Music" category
See more videos uploaded by oichakdeyphatay
| Mukh Gae Nay - Junoon | Junoon - Bulleya | Ehtasaab - Junoon |
![]() | ![]() | ![]() |
| Lab pe aati hai dua | Junoon - Yaar Bina | Talaash - Junoon |
![]() | ![]() | ![]() |
Comments for this video: Show || Hide
Tell a friend:














its more than that...hai na ?
i love this band with there every song...!!!